Is zidagi ka ruk janay kab mur gaya
Har khayal jo socha waqth kay saath badal gaya
Kaha sab nay waqth naheen yeh sahee
Par har kisee ka andaz hamaree taraf badal gaya
Dekha hai hum nay har chehra palat thay huay
nazar jo kabhee thee hamaray saath
Har dost har hamsafar har chahanay wala
Jab murk kay dekha toe naheen tha koee saath
Ab naheen desaktha in sawalon ka jawab
Naheen Tootain gay jo dekhay thay hum nay khwaab
Har bebasee ko jala do har mayoosee ko mita do
Aur bhool jao jo layeh thay apnay par azzab
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment